ہر اک جھونکا نکیلا ہو گیا ہے
ہر اک جھونکا نکیلا ہو گیا ہے فضا کا رنگ نیلا ہو گیا ہے ابھی دو چار ہی بوندیں گریں ہیں مگر موسم نشیلا ہو گیا ہے کریں کیا دل اسی کو مانگتا ہے یہ سالا بھی ہٹیلا ہو گیا ہے خبر کیا تھی کہ نیکی بانجھ ہوگی بدی کا تو قبیلہ ہو گیا ہے خدا رکھے جوانی آ گئی ہے گنہ بانکا سجیلا ہو گیا ہے نہ جانے چھت پہ کیا دیکھا تھا علویؔ بچارا چاند پیلا ہو ہے
English rendering
Har ik jhoñkā nukīlā ho gayā hai Fizā ka rang neelā ho gayā hai Abhi do chār hi boondein girī hain Magar mausam nasheelā ho gayā hai Karein kya dil isi ko māngtā hai Yeh sālā bhi haṭeelā ho gayā hai Khabar kya thi ki nekī bānjh hogī Badī ka to qabīla ho gayā hai Khuda rakhe jawānī aa gaī hai Gunah bāñkā sajeelā ho gayā hai Na jaane chhat pe kya dekhā tha Alwi Bichārā chānd peelā ho gayā hai