وقت
ہم نے وقت کو گھڑی میں قید کر دیا ہے جہاں وہ رات دن ہاتھ پھیلا کے ہاتھ اٹھا کے ہاتھ جوڑ کے فریاد کرتا رہتا ہے! جب وہ آزاد تھا وہ زمانا یاد کرتا رہتا ہے!!
English rendering
Hum ne waqt ko Ghari mein qaid kar diya hai Jahan woh raat din Haath phaila ke Haath utha ke Haath jod ke Faryad karta rehta hai! Jab woh azad tha Woh zamana Yaad karta rehta hai!!