اتنی حسین اتنی جواں رات کیا کریں
اتنی حسین اتنی جواں رات کیا کریں جاگے ہیں کچھ عجیب سے جذبات کیا کریں پیڑوں کے بازوؤں میں مہکتی ہے چاندنی بے چین ہو رہے ہیں خیالات کیا کریں سانسوں میں گھل رہی ہے کسی سانس کی مہک دامن کو چھو رہا ہے کوئی ہات کیا کریں شاید تمہارے آنے سے یہ بھید کھل سکے حیران ہیں کہ آج نئی بات کیا کریں
English rendering
Itnī hasīn itnī javāñ raat kyā kareñ Jāge hain kuchh ajīb se jazbāt kyā kareñ Peṛoñ ke bāzū'oñ mein mahaktī hai chāñdnī Bechain ho rahe hain ḳhayālāt kyā kareñ Sānsoñ mein ghul rahī hai kisī sāñs kī mahak Dāman ko chhū rahā hai koī hāt kyā kareñ Shāyad tumhāre āne se ye bhed khul sake Hairān hain ke aaj naī baat kyā kareñ