میں زندگی کا ساتھ نبھاتا چلا گیا
میں زندگی کا ساتھ نبھاتا چلا گیا ہر فکر کو دھوئیں میں اڑاتا چلا گیا بربادیوں کا سوگ منانا فضول تھا بربادیوں کا جشن مناتا چلا گیا جو مل گیا اسی کو مقدر سمجھ لیا جو کھو گیا میں اس کو بھلاتا چلا گیا غم اور خوشی میں فرق نہ محسوس ہو جہاں میں دل کو اس مقام پہ لاتا چلا گیا
English rendering
Maiñ zindagī kā sāth nibhātā chalā gayā Har fikr ko dhu'eñ mein uṛātā chalā gayā Barbādiyoñ kā sog manānā fuzūl thā Barbādiyoñ kā jashn manātā chalā gayā Jo mil gayā usī ko muqaddar samajh liyā Jo kho gayā maiñ us ko bhulātā chalā gayā Gham aur khushī mein farq na mahsūs ho jahāñ Maiñ dil ko is maqām pe lātā chalā gayā