شرما کے یوں نہ دیکھ ادا کے مقام سے
شرما کے یوں نہ دیکھ ادا کے مقام سے اب بات بڑھ چکی ہے حیا کے مقام سے تصویر کھینچ لی ہے ترے شوخ حسن کی میری نظر نے آج خطا کے مقام سے دنیا کو بھول کر مری بانہوں میں جھول جا آواز دے رہا ہوں وفا کے مقام سے دل کے معاملے میں نتیجے کی فکر کیا آگے ہے عشق جرم و سزا کے مقام سے
English rendering
Sharmā ke yūñ na dekh adā ke maqām se Ab baat baṛh chukī hai hayā ke maqām se Tasvīr khīñch lī hai tere shokh husn kī Merī nazar ne āj khatā ke maqām se Dunyā ko bhūl kar mirī bāñhoñ mein jhūl jā Āvāz de rahā hūñ wafā ke maqām se Dil ke mu'āmale mein natīje kī fikr kyā Āge hai ishq jurm o sazā ke maqām se