وصی شاہ

وصی شاہ

شاعر — Wasi Shah

تعارف شاعری

جب رات کی ناگن ڈستی ہے

جب رات کی ناگن ڈستی ہے نس نس میں زہر اترتا ہے جب چاند کی کرنیں تیزی سے اس دل کو چیر کے آتی ہیں جب آنکھ کے اندر ہی آنسو سب جذبوں پر چھا جاتے ہو تب یاد بہت تم آتے ہو جب درد کی جھانجر بجتی ہے جب رقص غموں کا ہوتا ہے خوابوں کی تال پہ سارے دکھ وحشت کے ساز بجاتے ہیں گاتے ہیں خواہش کی لے میں مستی میں جھومتے جاتے ہیں سب جذبوں پر چھا جاتے ہو تب یاد بہت تم آتے ہو

— وصی شاہ

English rendering

Jab raat ki naagan dasti hai Nas nas mein zeher utarta hai Jab chand ki kirnein tezi se Is dil ko cheer ke aati hain Jab aankh ke andar hi aansu Sab jazbon par chha jaate ho Tab yaad bahut tum aate ho Jab dard ki jhaanjhar bajti hai Jab raqs ghamon ka hota hai Khwabon ki taal pe sare dukh Wahshat ke saaz bajate hain Gaate hain khwahish ki lay mein Masti mein jhoomte jaate hain Sab jazbon par chha jaate ho Tab yaad bahut tum aate ho

‹ کلام کی فہرست پر واپس