مکاں اندر سے خستہ ہو گیا ہے
مکاں اندر سے خستہ ہو گیا ہے اور اس میں ایک رستہ ہو گیا ہے انہیں منظور کرنا ہی پڑے گا عریضہ دست بستہ ہو گیا ہے سیاسی رہنماؤں کی بدولت ہمارا خون سستا ہو گیا ہے کمان جسم ہے موجود لیکن شباب اک تیر جستہ ہو گیا ہے زبوں ہے اس قدر دنیا کی حالت ہمارا غم بھی خستہ ہو گیا ہے شکستہ اور پسپا کرشنؔ موہن ہمارا فوجی دستہ ہو گیا ہے
English rendering
Makāñ andar se khastah ho gayā hai Aur is meñ ek rastah ho gayā hai Unheñ manzoor karnā hī paṛeñge Arīza dast-bastah ho gayā hai Siyāsī rahnumā'oñ kī badoulat Hamārā khoon sastā ho gayā hai Kamān jism hai maujūd lekin Shabāb ek teer-e-jastah ho gayā hai Zabūñ hai is qadar duniyā kī hālat Hamārā gham bhī khastah ho gayā hai Shikastah aur paspā Krishan Mohan Hamārā faujī dastah ho gayā hai