گلشن کو تری صحبت از بس کہ خوش آئی ہے
گلشن کو تری صحبت از بس کہ خوش آئی ہے ہر غنچے کا گل ہونا آغوش کشائی ہے واں کنگر استغنا ہر دم ہے بلندی پر یاں نالے کو اور الٹا دعواۓ رسائی ہے از بس کہ سکھاتا ہے غم ضبط کے اندازے جو داغ نظر آیا اک چشم نمائی ہے
English rendering
Gulshan ko terī sohbat az bas ke KHush aa_ī hai Har ghunche kā gul honā āġhosh-kushā_ī hai Wāñ kangar-e istiġhnā har dam hai bulandī par Yāñ nāle ko aur ulṭā da'vā-e rasā_ī hai Az bas ke sikhātā hai ġham zabt ke andāze Jo dāġh nazar aayā ek chashm-numā_ī hai