رونق بزم دل سے رخصت مانگی تھی
رونق بزم دل سے رخصت مانگی تھی سبز رتوں میں خود سے ہجرت مانگی تھی برف بنی جب کالی رات کی تنہائی میں نے جلتے جسم کی حدت مانگی تھی جنت کی ہر شے اس کرب سے واقف ہے پہلے مرد نے کیوں اک عورت مانگی تھی اس قابیل سے ہم ہیں جس نے مقتل میں بار دگر سب نسل کی ذلت مانگی تھی زر کے ڈھیر کے اک جانب کچھ پھول تھے اور شاہ وقت سے میں نے محبت مانگی تھی
English rendering
Ronaq-e-bazm-e-dil se rukhsat maangi thi Sabz ruton mein khud se hijrat maangi thi Barf bani jab kaali raat ki tanhai Main ne jalte jism ki haddat maangi thi Jannat ki har shai is karb se waqif hai Pehle mard ne kyun ek aurat maangi thi Is Qabeel se hum hi hain jis ne maqtal mein Baar-e-digar sab nasl ki zillat maangi thi Zar ke dher ke ek jaanib kuch phool the aur Shah-e-waqt se main ne mohabbat maangi thi