ثروت حسین

ثروت حسین

شاعر — Sarwat Hussain

تعارف شاعری

اسی زمین پر ایک ختن ہے جس میں اک آہو رہتا ہے

اسی زمین پر ایک ختن ہے جس میں اک آہو رہتا ہے جس کے ہونٹھ پہ تل ہے ثروتؔ آنکھوں میں جادو رہتا ہے پھر وہ لڑکا ان آنکھوں کی گہرائی میں ڈوب گیا تھا بیس برس کی حیرانی میں کب دل پر قابو رہتا ہے اس کے ہجر میں مر سکتا ہوں اس کو قتل بھی کر سکتا ہوں میری ہر چاہت میں شامل نفرت کا پہلو رہتا ہے باغ سے باہر ریگستان اور گرم ہواؤں کے لشکر ہیں باغ کی دیواروں کے اندر موسم ابر و سبو رہتا ہے وہ بھی دن تھے اس کی خاطر جمع کئے تھے پھول اور آنسو اب تو ان ہاتھوں میں ثروتؔ کھلا ہوا چاقو رہتا ہے

— ثروت حسین

English rendering

Isi zameen par ek Khatan hai jis mein ek aahoo rehta hai Jis ke honth pe til hai Sarwat aankhon mein jaadu rehta hai Phir woh ladka un aankhon ki gehraai mein doob gaya tha Bees baras ki hairaani mein kab dil par qaabu rehta hai Us ke hijr mein mar sakta hoon us ko qatl bhi kar sakta hoon Meri har chahat mein shaamil nafrat ka pehlu rehta hai Baagh se baahar registan aur garam hawaaon ke lashkar hain Baagh ki deewaron ke andar mausam-e-abr-o-suboo rehta hai Woh bhi din the us ki khaatir jama kiye the phool aur aansoo Ab to un haathon mein Sarwat khula hua chaaqu rehta hai

‹ کلام کی فہرست پر واپس