ثروت حسین

ثروت حسین

شاعر — Sarwat Hussain

تعارف شاعری

جہالت کا علم

باغبان پھولوں کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتا ہے گاڑی بان گھوڑے کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتا ہے درخت زمین کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتا ہے پرندے ہوا کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتے ہیں دیمک دروازوں کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتی ہے آئنہ عورت کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتا ہے عورت تخلیق کے بارے میں مجھ سے زیادہ جانتی ہے

— ثروت حسین

English rendering

Baaghbaan phoolon ke baare mein mujh se ziyada jaanta hai Gaadi baan ghodhay ke baare mein mujh se ziyada jaanta hai Darakht zameen ke baare mein mujh se ziyada jaanta hai Parinde hawa ke baare mein mujh se ziyada jaante hain Deemak darwazon ke baare mein mujh se ziyada jaanti hai Aainah aurat ke baare mein mujh se ziyada jaanta hai Aurat takhleeq ke baare mein mujh se ziyada jaanti hai

‹ کلام کی فہرست پر واپس