شہریار

شہریار

شاعر — Shehryar

تعارف شاعری

گم شدہ

کھردرے جسم کے نشیب و فراز جاننے کی ہوس میں جس کی زباں اور سب ذائقے بھلا بیٹھی وہ نہتا اکیلا رات کے وقت ایک دل دوز چیخ کے ہم راہ جنگلوں کی طرف گیا تھا کبھی اور پھر لوٹ کر نہیں آیا اب وہ شاید کبھی نہ آئے گا اس کے سائے کی دونوں آنکھیں مگر موت سے اس کی بے خبر ہیں ابھی اس کی آمد کی منتظر ہیں ابھی

— شہریار

English rendering

Khurdure jism ke nasheb-o-faraz Jaanne ki hawas mein jis ki zubaan Aur sab zaaiqe bhula baithi Woh nihatta akela raat ke waqt Ek dil doz cheekh ke humraah Jangalon ki taraf gaya tha kabhi Aur phir laut kar nahin aaya Ab woh shayad kabhi na aayega Us ke saaye ki dono aankhein magar Maut se us ki be-khabar hain abhi Us ki aamad ki muntazir hain abhi

‹ کلام کی فہرست پر واپس