عبدالحمیدعدم

عبدالحمیدعدم

شاعر — Abdul Hameed Adam

تعارف شاعری

اتنا تو دوستی کا صلہ دیجئے مجھے

اتنا تو دوستی کا صلہ دیجئے مجھے اپنا سمجھ کے زہر پلا دیجئے مجھے اٹھے نہ تاکہ آپ کی جانب نظر کوئی جتنی بھی تہمتیں ہیں لگا دیجئے مجھے کیوں آپ کی خوشی کو مرا غم کرے اداس اک تلخ حادثہ ہوں بھلا دیجئے مجھے صدق و صفا نے مجھ کو کیا ہے بہت خراب مکر و ریا ضرور سکھا دیجئے مجھے میں آپ کے قریب ہی ہوتا ہوں ہر گھڑی موقع کبھی پڑے تو صدا دیجئے مجھے ہر چیز دستیاب ہے بازار میں عدمؔ جھوٹی خوشی خرید کے لا دیجئے مجھے

— عبدالحمیدعدم

English rendering

Itnā to dostī kā sila dījiye mujhe Apnā samajh ke zehar pilā dījiye mujhe UThe na tāke āp kī jānib nazar koī Jitnī bhī tuhmaten hain lagā dījiye mujhe Kyon āp kī KHushī ko merā gham kare udās Ik talKH hādisa hoon bhulā dījiye mujhe Sidq-o-safā ne mujh ko kiyā hai bahut KHarāb Makr-o-riyā zarūr sikhā dījiye mujhe Main āp ke qarīb hī hotā hoon har ghaRī Mauqa' kabhī paRe to sadā dījiye mujhe Har chīz dastiyāb hai bāzār mein 'Adam' JhooTī KHushī kharīd ke lā dījiye mujhe

‹ کلام کی فہرست پر واپس