جب ترے نین مسکراتے ہیں
جب ترے نین مسکراتے ہیں زیست کے رنج بھول جاتے ہیں کیوں شکن ڈالتے ہو ماتھے پر بھول کر آ گئے ہیں جاتے ہیں کشتیاں یوں بھی ڈوب جاتی ہیں ناخدا کس لیے ڈراتے ہیں اک حسیں آنکھ کے اشارے پر قافلے راہ بھول جاتے ہیں
English rendering
Jab tere nain muskurāte hain Zīst ke ranj bhool jāte hain Kyon shikan Daalte ho māthe par Bhool kar ā ga'e hain jāte hain Kashtiyān yūn bhī Doob jātī hain NāKHudā kis liye Darāte hain Ik hasīn āñkh ke ishāre par Qāfile rāh bhool jāte hain