خرد کی انتہا ہے اور میں ہوں
خرد کی انتہا ہے اور میں ہوں جنوں کی ابتدا ہے اور میں ہوں عجب روٹھا ہوا ساتھی ملا ہے دل بے مدعا ہے اور میں ہوں کوئی لغزش نہ ہو جائے اچانک ترا بند قبا ہے اور میں ہوں زمانہ درمیاں سے ہٹ گیا ہے جمال آشنا ہے اور میں ہوں
English rendering
KHirad kī intihā hai aur main hoon Junūn kī ibtidā hai aur main hoon Ajab rooThā huā sāthī milā hai Dil-e-be-mudda'ā hai aur main hoon Koī laghzish na ho jā'e achānak Terā band-e-qabā hai aur main hoon Zamāna darmiyān se haT gayā hai Jamāl-āshnā hai aur main hoon