کیوں رنگ اڑ رہا ہے دل بے قرار کا
کیوں رنگ اڑ رہا ہے دل بے قرار کا شاید یہ رہنے والا نہیں اس دیار کا کھلنے لگا تھا پھول کہ مرجھا کے گر گیا کیا تنگ حوصلہ تھا ہوائے بہار کا لو جا رہا ہوں قید عناصر کو توڑ کر پہلا نبوت ہے یہ مرے اختیار کا پیتا ہوں حادثات کے عرفان کے لیے مے ایک تجزیہ ہے غم روزگار کو ساقی حدیث کوثر و تسنیم سب غلط ساغر چھلک گیا تھا کسی میگسار کا دھوکا دیا ہے تم نے عدمؔ کے خلوص کو یہ راستہ نہیں تھا تمہارے دیار کا
English rendering
Kyon rang uR rahā hai dil-e-beqarār kā Shāyad yeh rehne wālā nahīn is diyār kā Khulne lagā thā phool ke murjhā ke gir gayā Kyā tang hausla thā hawā-e-bahār kā Lo jā rahā hoon qaid-e-anāsir ko toR kar Pehla sabūt hai yeh mere iKHtiyār kā Pītā hoon hādisāt ke irfān ke liye Mai ek tajziya hai gham-e-rozgār ko Sāqī hadīs-e-kausar-o-tasnīm sab ghalat Sāghar chhalk gayā thā kisī maiguzār kā Dhokā diyā hai tum ne 'Adam' ke KHuloos ko Yeh rāsta nahīn thā tumhāre diyār kā