عبدالحمیدعدم

عبدالحمیدعدم

شاعر — Abdul Hameed Adam

تعارف شاعری

نظر اس نے جب برملا ڈال دی

نظر اس نے جب برملا ڈال دی مری زندگی کی بنا ڈال دی فضا اس قدر تو گلابی نہ تھی یہ کس گل بدن نے حنا ڈال دی میں ممنون ہوں اے غم زندگی مرے جام میں چیز کیا ڈال دی مرے ہاتھ میں خط دل کی جگہ محبت نے رسم وفا ڈال دی عدمؔ کس نگاہ خوش آہنگ نے شکستہ دلوں میں صدا ڈال دی

— عبدالحمیدعدم

English rendering

Nazar us ne jab bar-malā Daal dī Merī zindagī kī binā Daal dī FaZā is qadar to gulābī na thī Yeh kis gul-badan ne hinā Daal dī Main mamnoon hoon ay gham-e-zindagī Mere jām mein chīz kyā Daal dī Mere hāth mein KHat-e-dil kī jagah Mohabbat ne rasm-e-wafā Daal dī 'Adam' kis nigāh-e-KHush-āhang ne Shikasta dilon mein sadā Daal dī

‹ کلام کی فہرست پر واپس