نشاط دل ہے یا تسکین جاں ہے
نشاط دل ہے یا تسکین جاں ہے مری ہر شئے برائے دوستاں ہے یہاں اخلاص بھی اک مصلحت ہے یہ دنیا عالم سود و زیاں ہے سماعت کو ذرا تکلیف دیجے سکوت لالہ و گل نغمہ خواں ہے حیات جاوداں کیا چیز ہوگی حیات عارضی بھی جاوداں ہے عمل اور سوچ میں ہے فرق کتنا کنارہ چپ ہے اور دریا رواں ہے عدمؔ ہستی کے اجڑے گلستاں میں محبت ہی بہار بے خزاں ہے
English rendering
Nishāt-e-dil hai yā taskīn-e-jāñ hai Merī har shai barā-e-dostān hai Yahāñ iKHlās bhī ik maslahat hai Yeh duniyā ālam-e-sūd-o-ziyān hai Samā'at ko zarā taklīf dījiye Sukūt-e-lāla-o-gul naghma-KHwāñ hai Hayāt-e-jāvedāñ kyā chīz hogī Hayāt-e-'āriZI bhī jāvedāñ hai Amal aur soch mein hai farq kitnā Kināra chup hai aur daryā ravāñ hai 'Adam' hastī ke ujaRe gulistāñ mein Mohabbat hī bahār-e-be-KHizāñ hai