آنکھوں سے تری زلف کا سایہ نہیں جاتا
آنکھوں سے تری زلف کا سایہ نہیں جاتا آرام جو دیکھا ہے بھلایا نہیں جاتا اللہ رے نادان جوانی کی امنگیں! جیسے کوئی بازار سجایا نہیں جاتا آنکھوں سے پلاتے رہو ساغر میں نہ ڈالو اب ہم سے کوئی جام اٹھایا نہیں جاتا بولے کوئی ہنس کر تو چھڑک دیتے ہیں جاں بھی لیکن کوئی روٹھے تو منایا نہیں جاتا جس تار کو چھیڑیں وہی فریاد بہ لب ہے اب ہم سے عدمؔ ساز بجایا نہیں جاتا
English rendering
Āñkhon se terī zulf kā sāya nahīn jātā Ārām jo dekhā hai bhulāyā nahīn jātā Allāh re nādān jawānī kī umangen! Jaise koī bāzār sajāyā nahīn jātā Āñkhon se pilāte raho sāghar mein na Dālo Ab ham se koī jām uThāyā nahīn jātā Bole koī hans kar to chhiRak dete hain jāñ bhī Lekin koī rooThe to manāyā nahīn jātā Jis tār ko chheRen wohī faryād ba-lab hai Ab ham se 'Adam' sāz bajāyā nahīn jātā