بغیر اس کے اب آرام بھی نہیں آتا
بغیر اس کے اب آرام بھی نہیں آتا وہ شخص جس کا مجھے نام بھی نہیں آتا اسی کی شکل مجھے چاند میں نظر آئے وہ ماہ رخ جو لب بام بھی نہیں آتا کروں گا کیا جو محبت میں ہو گیا ناکام مجھے تو اور کوئی کام بھی نہیں آتا بٹھا دیا مجھے دریا کے اس کنارے پر جدھر حباب تہی جام بھی نہیں آتا چرا کے خواب وہ آنکھوں کو رہن رکھتا ہے اور اس کے سر کوئی الزام بھی نہیں آتا
English rendering
Bagair us ke ab aaram bhi nahin aata Woh shakhs jis ka mujhe naam bhi nahin aata Usi ki shakal mujhe chand mein nazar aaye Woh mah-rukh jo lab-e-baam bhi nahin aata Karunga kya jo mohabbat mein ho gaya nakaam Mujhe to aur koi kaam bhi nahin aata Bitha diya mujhe darya ke us kinare par Jidhar habab-e-tahi jaam bhi nahin aata Chura ke khwab woh aankhon ko rehan rakhta hai Aur us ke sir koi ilzam bhi nahin aata