سبھی کو مسکرا کر مار ڈالا
سبھی کو مسکرا کر مار ڈالا بچے ہم سو ڈرا کر مار ڈالا یہ قبرستان اس کی ملکیت ہے نیا نقشہ دکھا کر مار ڈالا محبت میں فنا ہونا نہیں تھا کسی نے ورغلا کر مار ڈالا ان آنکھوں کا بڑا سودا تھا ہم کو ہمیں آنکھیں دکھا کر مار ڈالا لطیفے خوب خدمت گار کے تھے ہمیں تو کل ہنسا کر مار ڈالا بس اک مجنوں ہی تھا مد مقابل اسے صحرا میں جا کر مار ڈالا
English rendering
Sabhi ko muskura kar maar daala Bache hum so dara kar maar daala Yeh qabristan us ki malkiyat hai Naya naqsha dikha kar maar daala Mohabbat mein fana hona nahin tha Kisi ne wargala kar maar daala In aankhon ka bada sauda tha hum ko Hamein aankhein dikha kar maar daala Lateefe khoob khidmatgaar ke the Hamein toh kal hansa kar maar daala Bas ek Majnoon hi tha mad-e-muqabil Usay sehra mein ja kar maar daala