اعتراف
بھولتا کون ہے وقت کے گھاؤ کو ہجر کے تندطوفان کی بے یقین لہر میں وصل کے خواب کی ڈوبتی ناؤ کو بھولتا کون ہے بھولتا کون ہے اپنے قاتل کے خدوخال کو دُکھ اُٹھاتے دنوں اور ماہ وسال کو بھولتا کون ہے بھولتا کون ہے عمر کی شاخ پر کھلنے والی اس اک اوّلین شام کو بے سبب جو لگا ہے اِس الزام کو پھر تِرے نام کو بھولتا کون ہے ۔۔!
English rendering
Bhoolta kaun hai Waqt ke ghao ko Hijr ke tund toofan ki be-yaqeen lehr mein Wasl ke khwab ki doobti nao ko Bhoolta kaun hai Bhoolta kaun hai Apne qatil ke khud-o-khal ko Dukh uthate dino aur maah-e-wisal ko Bhoolta kaun hai Bhoolta kaun hai Umar ki shakh par khilne wali is ek awwalin shaam ko Be sabab jo laga hai is ilzam ko Phir tere naam ko Bhoolta kaun hai..!!