خون دل سے کشت غم کو سینچتا رہتا ہوں میں
خون دل سے کشت غم کو سینچتا رہتا ہوں میں خالی کاغذ پر لکیریں کھینچتا رہتا ہوں میں آج سے مجھ پر مکمل ہو گیا دین فراق ہاں تصور میں بھی اب تجھ سے جدا رہتا ہوں میں تو دیار حسن ہے اونچی رہے تیری فصیل میں ہوں دروازہ محبت کا، کھلا رہتا ہوں میں شام تک کھینچے لیے پھرتے ہیں اس دنیا کے کام صبح تک فرش ندامت پر پڑا رہتا ہوں میں ہاں کبھی مجھ پر بھی ہو جاتا ہے موسم کا اثر ہاں کسی دن شاکیٔ آب و ہوا رہتا ہوں میں اہل دنیا سے تعلق قطع ہوتا ہی نہیں بھول جانے پر بھی صورت آشنا رہتا ہوں میں
English rendering
Khoon-e-dil se kisht-e-gham ko seenchta rehta hoon main Khaali kaghaz par lakeerein kheencha rehta hoon main Aaj se mujh par mukammal ho gaya deen-e-firaq Haan tasavvur mein bhi ab tujh se juda rehta hoon main Tu dayar-e-husn hai oonchi rahe teri faseel Main hoon darwaza-e-mohabbat ka, khula rehta hoon main Shaam tak kheencha liye phirte hain is duniya ke kaam Subah tak farsh-e-nadamat par pada rehta hoon main Haan kabhi mujh par bhi ho jata hai mausam ka asar Haan kisi din Shaaki! aab-o-hawa rehta hoon main Ahl-e-duniya se talluq qata hota hi nahin Bhool jaane par bhi soorat aashna rehta hoon main