آرزو لکھنوی

آرزو لکھنوی

شاعر — Arzoo Lakhnavi

تعارف شاعری

مجھ کو دل قسمت نے اس کو حسن غارت گر دیا

مجھ کو دل قسمت نے اس کو حسن غارت گر دیا چور کر دے کیوں نہ وہ شیشہ جسے پتھر دیا اس سے طالب ہوں دیت کا آپ سے مطلب نہیں جس نے گردن ایک کو دی ایک کو خنجر دیا تھا مکافات عمل احباب کا حسن عمل یہ بھی ایسا قرض تھا جو اور سے لے کر دیا اب نہ ہے فکر حفاظت اور نہ ضیق رفع کار دینے والے نے دیا اور میری خواہش بھر دیا گریۂ بے اختیار‌ غم بھی تھا فطری علاج جس نے تھوڑے جوش کو ہر مرتبہ کم کر دیا جس میں کیف غم نہیں باز آئے ایسے دل سے ہم یہ بھی دنیا ہے کوئی مے تو نہ دی ساغر دیا آرزوؔ اک روز ڈھا دیتا مجھے میرا ہی زور یہ بھی اس کی کارسازی دل میں جس نے ڈر دیا

— آرزو لکھنوی

English rendering

Mujh ko dil qismat ne us ko husn ghārat-gar diyā Chor kar de kyuun na wo sheesha jise patthar diyā Us se talib huun diyat ka aap se matlab nahīn Jis ne gardan ek ko di ek ko khanjar diyā Tha mukāfāt-e-amal ahbāb ka husn-e-amal Ye bhi aisa qarz tha jo aur se le kar diyā Ab na hai fikr hifāzat aur na zeeq-e-raf-e-kār Dene waale ne diyā aur merī khwahish bhar diyā Girya-e-be-ikhtiyār gham bhi tha fitrī ilāj Jis ne thode josh ko har martaba kam kar diyā Jis mein kaif-e-gham nahīn baaz aaye aise dil se ham Ye bhi duniya hai koi may to na di saaghar diyā Aarzoo ek roz dhā detā mujhe merā hi zor Ye bhi us kī kārsāzī dil mein jis ne dar diyā

‹ کلام کی فہرست پر واپس