فرحت زاہد

فرحت زاہد

شاعر — Farhat Zahid

تعارف شاعری

من موجی ہے ایک ڈگر میں رہتا ہے

من موجی ہے ایک ڈگر میں رہتا ہے دل کا دریا روز سفر میں رہتا ہے ایک پتنگ اڑتی ہے میری سوچ میں روز ڈور لیے وہ پس منظر میں رہتا ہے کون لکیریں کھینچ رہا ہے آنگن میں کون ہے جو اس خالی گھر میں رہتا ہے روز میں ان گلیوں کی خیر مناتی ہوں روز اک شعلہ خیز خبر میں رہتا ہے کب تک میں گھر کے دروازے بند کروں خوف یہ کیسا بام و در میں رہتا ہے چنتے تھے شہتوت کبھی ان رستوں میں اب پیپل کا پیڑ نظر میں رہتا ہے

— فرحت زاہد

English rendering

Man mauji hai ek dagar mein rahta hai Dil ka darya roz safar mein rahta hai Ek patang urti hai meri soch mein roz Dor liye woh pas-e-manzar mein rahta hai Kaun lakeerein kheench raha hai aangan mein Kaun hai jo is khaali ghar mein rahta hai Roz main un galiyon ki khair manati hoon Roz ek shola-khez khabar mein rahta hai Kab tak main ghar ke darwaze band karoon Khauf yeh kaisa baam o dar mein rahta hai Chunte the shahtoot kabhi un raston mein Ab peepal ka per nazar mein rahta hai

‹ کلام کی فہرست پر واپس