لاکھوں میں انتخاب کے قابل بنا دیا
لاکھوں میں انتخاب کے قابل بنا دیا جس دل کو تم نے دیکھ لیا دل بنا دیا ہر چند کر دیا مجھے برباد عشق نے لیکن انہیں تو شیفتۂ دل بنا دیا پہلے کہاں یہ ناز تھے یہ عشوہ و ادا دل کو دعائیں دو تمہیں قاتل بنا دیا
English rendering
Lākhoñ meñ intikāb ke qābil banā diyā Jis dil ko tum ne dekh liyā dil banā diyā Har chand kar diyā mujhe barbād ishq ne Lekin unheñ to shaifta dil banā diyā Pahle kahāñ ye nāz the ye ishva o adā Dil ko du'ā.eñ do tumheñ qātil banā diyā