مقتل وقت میں خاموش گواہی کی طرح
مقتلِ وقت میں خاموش گواہی کی طرح دل بھی کام آیا ہے گمنام سپاہی کی طرح ایک لمحے کو زمانے نے رضا پوچھی تھی گقتگو ہونے لگی ظلِ الٰہی کی طرح ظلم سہنا بھی تو ظالم کی حمایت ٹھرا خامشی بھی تو ہوئی پشت پناہی کی طرح اس نے خوشبُو سے کرایا تھا تعارف میرا اور پھر مجھ کو بکھیرا بھی ہوا ہی کی طرح کُلُھُم ایک دیا اور ہوا کی اقلیم پھیلتی جاۓ مقدر کی سیاہی کی طرح
English rendering
Maqtal-e-waqt mein khamosh gawahi ki tarah Dil bhi kaam aaya hai gumnaam sipahi ki tarah Ek lamhe ko zamane ne raza poochi thi Guftugu hone lagi zill-e-ilahi ki tarah Zulm sehna bhi to zaalim ki himayat thehra Khamoshi bhi to hui pusht panahi ki tarah Us ne khushboo se karaya tha ta'aruf mera Aur phir mujh ko bikhaira bhi hawa hi ki tarah Kulluhum ek diya aur hawa ki aqleem Phailti jaaye muqaddar ki siyahi ki tarah