مقتل میں مکالمہ
قتل گاہ کی رونق حسب حال رکھنی ہے غم بحال رکھنا ہے جاں سنبھال رکھنی ہے زور بازوئے قاتل انتہا کا رکھنا ہے دشنہ تیز رکھنا ہے اور بلا کا رکھنا ہے اور کیا مرے قاتل انتظام باقی ہے کوئی بات ہونی ہے کوئی کام باقی ہے وقت پر نظر رکھنا وقت ایک جادہ ہے ہاں بتا مرے قاتل تیرا کیا ارادہ ہے وقت کم رہا باقی یا ابھی زیادہ ہے میں تو قتل ہونے تک مسکرائے جاوں گا
English rendering
Qatl-gah ki raunaq Hasb-e-haal rakhni hai Gham ba-haal rakhna hai Jaan sambhaal rakhni hai Zor-e-baazoo-e-qaatil Inteha ka rakhna hai Dashna tez rakhna hai Aur bala ka rakhna hai Aur kya mere qaatil Intezaam baaqi hai Koi baat honi hai Koi kaam baaqi hai Waqt par nazar rakhna Waqt ek jaada hai Haan bata mere qaatil Tera kya iraada hai Waqt kam raha baaqi Ya abhi ziyada hai Main to qatl hone tak Muskuraaye jaunga