بے بسی
وقت کے تیز گام دریا میں تو کسی موج کی طرح ابھری آنکھوں آنکھوں میں ہو گئی اوجھل اور میں ایک بلبلے کی طرح اسی دریا کے اک کنارے پر نرکلوں کے مہیب جھاوے میں ایسا الجھا کہ یہ بھی بھول گیا بلبلے کی بساط ہی کیا تھی
English rendering
Waqt ke tez gaam dariya mein Tu kisi mauj ki tarah ubhri Aankhon aankhon mein ho gayi ojhal Aur main ek bulbule ki tarah Isi dariya ke ik kinare par Narkalon ke muheeb jhawe mein Aisa uljha ke yeh bhi bhool gaya Bulbule ki basat hi kya thi