چھوٹی سی عورت
چھوٹی سی عورت تاریک گھر میں یا رہگزر میں کب سے کھڑی ہے اتنے دنوں سے یہ اپنے من میں کیا ہے چھپائے یہ اپنے دکھ سکھ کس کو بتائے یہ اپنی باتیں کس کو سنائے آنکھوں میں اس کی آج اور کل کے سپنے بھرے ہیں ہاتھوں میں اس کے جیون ہے سب کا دیکھے تو کوئی چھوٹی سی عورت سارے جہاں میں سب سے بڑی ہے
English rendering
Chhoti si aurat Taareek ghar mein Ya rehguzar mein Kab se khari hai Itne dinon se Yeh apne man mein Kya hai chhupaaye Yeh apne dukh sukh Kis ko bataaye Yeh apni baatein Kis ko sunaaye Aankhon mein us ki Aaj aur kal ke Sapne bhare hain Haathon mein us ke Jeevan hai sab ka Dekhe to koi Chhoti si aurat Saare jahaan mein Sab se bari hai