رات اک ستارے نے
رات اک ستارے نے تم کو دیر تک دیکھا اور سمجھ نہیں پایا جھیل جیسی آنکھوں میں بے وجہ چمک کیوں ہے ان سیاہ زلفوں میں اس قدر مہک کیوں ہے تم کو دیکھنے کے بعد دل میں اک کسک کیوں ہے
English rendering
Raat ek sitaare ne Tum ko der tak dekha Aur samajh nahin paaya Jheel jaisi aankhon mein Be wajah chamak kyun hai Un siyaah zulfon mein Is qadar mehak kyun hai Tum ko dekhne ke baad Dil mein ek kasak kyun hai