تکون کا کرب
تمہیں یہ غم ہے بچھڑ کے مجھ سے تمہارے اندر خلا رہا ہے اسے یہ غم ہے کہ وہ تمہیں پا کے بھی تمہاری ہی جستجو میں بھٹک رہا ہے مجھے یہ دکھ ہے کہ میں نے سب کچھ گنوا کے بھی تم کو اور اس کو بھی سکون منزل نہیں دیا ہے
English rendering
Tumhein yeh gham hai Bichhad ke mujh se Tumhare andar khala raha hai Use yeh gham hai Ke woh tumhein paa ke bhi Tumhari hi justajoo mein bhatak raha hai Mujhe yeh dukh hai Ke main ne sab kuch ganwa ke bhi Tum ko aur us ko bhi Sukoon-e-manzil nahin diya hai