لگتا نہیں ہے دل مرا اجڑے دیار میں
لگتا نہیں ہے دل مرا اجڑے دیار میں کس کی بنی ہے عالم ناپائیدار میں ان حسرتوں سے کہہ دو کہیں اور جا بسیں اتنی جگہ کہاں ہے دل داغدار میں کانٹوں کو مت نکال چمن سے او باغباں یہ بھی گلوں کے ساتھ پلے ہیں بہار میں بلبل کو باغباں سے نہ صیاد سے گلہ قسمت میں قید لکھی تھی فصل بہار میں کتنا ہے بد نصیب ظفرؔ دفن کے لیے دو گز زمین بھی نہ ملی کوئے یار میں
English rendering
Lagta nahīñ hai dil merā ujre dayār mein Kis kī banī hai ālam-e-nāpā'īdār mein In hasraton se keh do kahīñ aur jā basīñ Itnī jagah kahāñ hai dil-e-dāghdār mein Kāñton ko mat nikāl chaman se o bāghbāñ Ye bhī gulon ke sāth pale haiñ bahār mein Bulbul ko bāghbāñ se na sayyād se gila Qismat mein qaid likhī thī fasl-e-bahār mein Kitnā hai bad-nasīb Zafarؔ dafn ke liye Do gaz zamīn bhī na milī kū-e-yār mein