آج میں نے اپنا پھر سودا کیا
آج میں نے اپنا پھر سودا کیا اور پھر میں دور سے دیکھا کیا زندگی بھر میرے کام آئے اصول ایک اک کر کے انہیں بیچا کیا بندھ گئی تھی دل میں کچھ امید سی خیر تم نے جو کیا اچھا کیا کچھ کمی اپنی وفاؤں میں بھی تھی تم سے کیا کہتے کہ تم نے کیا کیا کیا بتاؤں کون تھا جس نے مجھے اس بھری دنیا میں ہے تنہا کیا
English rendering
Aaj main ne apna phir sauda kiya Aur phir main door se dekha kya Zindagi bhar mere kaam aaye usool Ek ek kar ke unhein becha kya Bandh gai thi dil mein kuch ummeed si Khair tum ne jo kiya achha kiya Kuch kami apni wafaaon mein bhi thi Tum se kya kehte ke tum ne kya kiya Kya bataun kaun tha jis ne mujhe Is bhari duniya mein hai tanha kya