دیکھو تو ذرا غضب خدا کا
دیکھو تو ذرا غضب خدا کا ظالم نے مجھی کو پہلے تاکا اللہ اتا کرے قناعت نسخۂ واجب الادا کا دل دیتا ہوں مفت اور کوئی پرساں نہیں نقد ناروا کا واں مجھ پہ جفائیں ہو رہی ہیں یاں ورد ہے لفظ مرحبا کا آنا ہو تو نزع میں ہوں آؤ یہ وقت نہیں ہے التوا کا اب آئے ہو بن کے تم مسیحا جب وقت گزر چکا دوا کا دامن میں رواں ہیں اشک گلگوں محضر ہے یہ خون مدعا کا لایا تو ہے ان کو جذب الفت آیا تو ہے دھیان بے نوا کا میں ہو ہی چکا تھا زندہ درگور تم آ گئے شکر ہے خدا کا دنیا سے گزر چکے تو پرویںؔ جھگڑا نہ رہا فنا بقا کا
English rendering
Dekho to zarā ghazab ḳhudā kā Zālim ne mujhī ko pahle takā Allāh atād kare qanā.at Nuḳhsā-e-vā.jib-ul-adā kā Dil detā hūñ muft aur koī Pursāñ nahīñ naqd-e-nāravā kā Vāñ mujh pe jafā.eñ ho rahī haiñ Yāñ vird hai lafz-e-marhabā kā Ānā ho to naz.a mein hūñ ā.o Ye vaqt nahīñ hai iltavā kā Ab ā.e ho ban ke tum masīhā Jab vaqt guzar chukā davā kā Dāman mein ravāñ haiñ ashḳ-e-gulgūñ Mahzar hai ye ḳhūn-e-mudda.ā kā Lāyā to hai in ko jazb-e-ulfat Āyā to hai dhyān be-navā kā Maiñ ho hī chukā thā zinda dar-gur Tum ā ga.e shukr hai ḳhudā kā Duniyā se guzar chuke to Parvīn Jhagaṛā na rahā fanā baqā kā