اچانک بھیڑ کا خاموش ہو جانا
اچانک بھیڑ کے خاموش ہو جانے کا مطلب ہے اجازت مل گئی مجھ کو کہ میں اب بول سکتا ہوں کسی ہلڑ مچاتی بھیڑ کو خاموش کرنا میرا پہلا امتحاں تھا اور میں اس میں کھرا اترا اب اگلا امتحاں یہ ہے مجھے اس خاموشی کو تالیوں کے شور میں تبدیل کرنا ہے
English rendering
achānak bhiiḌ ke ḳhāmosh ho jaane kā matlab hai ijāzat mil ga.ī mujh ko ki maiñ ab bol saktā huuñ kisī hullaḌ machātī bhiiḌ ko ḳhāmosh karnā merā pahlā imtihāñ thā aur maiñ is meñ kharā utrā ab aglā imtihāñ ye hai mujhe is ḳhāmoshī ko tāliyoñ ke shor meñ tabdīl karnā hai