کوئی اور رد عمل
معافی بڑا دل یہ اوصاف یوں بھی گنہ گار اور تجربہ کار لوگوں کے ہیں اور کرم ہے خدا کا کہ وہ ایسے لوگوں میں شامل نہیں جدا ہے تو کیا عمر بھر ہم کبھی اب نہیں بھی ملیں گے تو کیا یہ تسلی ہی مجھ کو بہت ہے کہ وہ ایک چھوٹی سی لغزش پہ بھی مجھ سے اس درجہ ناراض ہے کوئی اور رد عمل اس کو مشکوک کر دیتا میری نظر میں
English rendering
mu'āfī baḌā dil ye ausāf yuuñ bhī gunahgār aur tajriba-kār logoñ ke haiñ aur karam hai ḳhudā kā ki vo aise logoñ meñ shāmil nahīñ judā hai to kyā 'umr bhar ham kabhī ab nahīñ bhī mileñge to kyā ye tasallī hī mujh ko bahut hai ki vo ek chhoTī sī laġhzish pe bhī mujh se is darja nārāz hai koī aur radd-e-'amal us ko mashkūk kar detā merī nazar meñ