مگر اٹھ کر کروں کیا
سویرے منہ اندھیرے چھوڑنا بستر نہیں مشکل کچھ ایسا مگر اٹھ کر کروں کیا کوئی ہے ہی نہیں ایسا جسے عادت ہو میری اور مرے گھر پر نہ ہونے سے پہاڑ ہو جائے دن جس کا یہی تو دکھ ہے میرا مرے مصروف ہونے سے کوئی خالی نہیں ہوتا
English rendering
savere muñh añdhere chhoḌnā bistar nahīñ mushkil kuchh aisā magar uTh kar karūñ kyā koī hai hī nahīñ aisā jise 'ādat ho merī aur mire ghar par na hone se pahāḌ ho jaa.e din jis kā yahī to dukh hai merā mire masrūf hone se koī ḳhālī nahīñ hotā