شارق کیفی

شارق کیفی

شاعر — Shariq Kaifi

تعارف شاعری

عشق کو جتنا بھی سمجھا ہم نے

عشق کو جتنا بھی سمجھا ہم نے بے وفائی میں ہی سمجھا ہم نے آنکھ کھلنے کو کرامت جانا صبح کو واپسی سمجھا ہم نے وصل کے بعد کیا وصل پہ غور ہجر کو پیشگی سمجھا ہم نے وہ جو پہلے سے پتہ تھا ہم کو دوسروں سے وہی سمجھا ہم نے ہر پلک پہلی تھی جھپکائی جو سانس کو آخری سمجھا ہم نے آج انکار کیا جاننے سے آج کچھ واقعی سمجھا ہم نے

— شارق کیفی

English rendering

baat ye zehn meñ us ke bhī to aa saktī hai bevafā.ī kī havā tāzgī lā saktī hai ab to ye sochtī hai merī tavajjoh-talabī maut hī ghar pe mire bhiiḌ lagā saktī hai mas.ala ye hai ki din raat hameñ fursat hai aur fursat baḌī tafsīl meñ jā saktī hai Dūbne bhar kā to paanī nahīñ is meñ lekin ye nadī ab bhī mirī pyaas bujhā saktī hai mashvare māñgnā bekār hai ḳhāmoshī se bas ye āvāz meñ āvāz milā saktī hai 'aam insān huuñ kamzor haiñ ā'sāb mire koī bhī dil-shikanī mujh ko rulā saktī hai

‹ کلام کی فہرست پر واپس