چھٹی کا دن
یہ میری موت پر چھٹی کا دن ہے کلنڈر پر چھپی یہ آج کی تاریخ میری موت ہی سے لال ہو سکتی تھی شاید سویرے تک جو کالی روشنائی سے لکھی تھی مزہ ہی کچھ الگ ہے ایسی چھٹی کا اچانک جو ملی ہو یہ میرا آخری تحفہ ہے اپنے ساتھیوں کو وگرنہ پیر کا دن کتنا سر دردی بھرا ہوتا ہے دفتر کا یہ دنیا جانتی ہے
English rendering
ye merī maut par chhuTTī kā din hai calendar par chhapī ye aaj kī tārīḳh merī maut hī se laal ho saktī thī shāyad savere tak jo kaalī raushnā.ī se likhī thī maza hī kuchh alag hai aisī chhuTTī kā achānak jo milī ho ye merā āḳhirī tohfa hai apne sāthiyoñ ko vagarna piir kā din kitnā sar-dardī bharā hotā hai daftar kā ye duniyā jāntī hai