دیر لگا دی
موت امر کر سکتی تھی اس رشتہ کو لیکن ہم نے دیر لگا دی وقت کی طاقت کو ہم نے کم کر کے آنکا یادوں سے خالی ہو جانا اشکوں کا پانی ہو جانا موت نہیں کیا
English rendering
maut amar kar saktī thī us rishte ko lekin ham ne der lagā dī vaqt kī tāqat ko ham ne kam kar ke aañkā yādoñ se ḳhālī ho jaanā ashkoñ kā paanī ho jaanā maut nahīñ kyā