ذرا سی بات پر گھبرانے والے
ذرا سی بات پر گھبرانے والے عجب ہم کو ملے سمجھانے والے ہمیں تو رات بھر کو چاہئیں لوگ کہاں ہیں بات کو الجھانے والے زمانہ سے نہیں آئے وہ طوفاں ہمیں صحراؤں تک پھیلانے والے یہی تو اصل مجرم ہیں تمہارے تمہیں مجرم نہیں ٹھہرانے والے مگر یہ بول میٹھے ہی رہیں گے بدل جائیں گے ان کو گانے والے
English rendering
havas meñ mubtalā ham ko milā thā ye dil bigḌā huā ham ko milā thā purānā aa.ina yuuñ toḌ Daalā vo chehroñ se bharā ham ko milā thā hamesha se thī phīkī raushnā.ī qalam TuuTā huā ham ko milā thā tirī āñkhoñ se ham ko yaad aayā yahāñ kuchh kaam kā ham ko milā thā misālī kah rahe haiñ aap jis ko ye ġham martā huā ham ko milā thā banā jo bā'is-e-rusvā.ī 'shāriq' vo ḳhat likkhā huā ham ko milā thā