صدر عالی مقام ہونے سے
صدر عالی مقام ہونے سے رہ گئے اپنے کام ہونے سے ایک پہچان تھی سو وہ بھی گئی بے وفائی کے عام ہونے سے آ گئی چال میں اکڑ میری جیب میں پورے دام ہونے سے نکتہ چینوں کے لب سلے ہی رہے آپ کا انتظام ہونے سے وقت سے پہلے ہو گئے بوڑھے اس قدر احترام ہونے سے اپنی خدمت لگی مجھے بہتر دوسروں کا غلام ہونے سے رو تو لیتا تھا پہلے قسمت کو کام بگڑا ہے کام ہونے سے
English rendering
jaane kin be-vafāoñ kā charchā kiyā jānte bhī na the jin ko rusvā kiyā ḳhud ko sach-much kā 'āshiq samajhne lage ham ne 'āshiq kā kirdār itnā kiyā sab mujhe be-zabāñ jaan kar uTh ga.e maiñ ne jab tak kisī par bharosa kiyā tum masīhā ho mere batāo mujhe tum ne kyoñ ek qātil ko zinda kiyā bas vo me'yār qaa.im nahīñ rakh sakā us ne pahlā tamāsha to achchhā kiyā