شارق کیفی

شارق کیفی

شاعر — Shariq Kaifi

تعارف شاعری

جشن تجھے ٹھکرا کر ہو گا

جشن تجھے ٹھکرا کر ہو گا رونا دھونا گا کر ہو گا سچ جو کام نہیں کر پایا جھوٹی خبر اڑا کر ہو گا اوڑھ کے سونے والا اندھیرا اپنی دھوپ کما کر ہو گا بیٹھ کے سوچو حل مشکل کا کیا کمرہ پھیلا کر ہو گا کیوں جائز ہے قتل ہمارا یہ ہم کو سمجھا کر ہو گا جس کی خاک سے ہم پیدا ہیں غسل اسے دفنا کر ہو گا مرنے سے گھبرا تو رہا ہوں لیکن کیا گھبرا کر ہو گا

— شارق کیفی

English rendering

jashn tujhe Thukrā kar hogā ronā-dhonā gā kar hogā sach jo kaam nahīñ kar paayā jhūTī ḳhabar uḌā kar hogā oḌh ke sone vaalā añdherā apnī dhuup kamā kar hogā baiTh ke socho hal mushkil kā kyā kamra phailā kar hogā kyoñ jaa.ez hai qatl hamārā ye ham ko samjhā kar hogā jis kī ḳhaak se ham paidā haiñ ġhusl use dafnā kar hogā marne se ghabrā to rahā huuñ lekin kyā ghabrā kar hogā

‹ کلام کی فہرست پر واپس