خدا سے مشورے کے بعد کیا ہوا
خدا سے مشورے کے بعد کیا ہوا بتاؤ فیصلے کے بعد کیا ہوا کسی طرح الاؤ تو سلگ گیا الاؤ تاپنے کے بعد کیا ہوا مزید سوچنے پہ ٹل گئی تھی بات مزید سوچنے کے بعد کیا ہوا پلٹ پلٹ کے تیرا مجھ کو دیکھنا نیا تو تھا نئے کے بعد کیا ہوا پناہ ڈھونڈنی تھی رات کے لئے پناہ ڈھونڈھنے کے بعد کیا ہوا
English rendering
ḳhudā se mashvare ke baa'd kyā huā batāo faisle ke baa'd kyā huā kisī tarah alaav to sulag gayā alaav tāpne ke baa'd kyā huā mazīd sochne pe Tal ga.ī thī baat mazīd sochne ke baa'd kyā huā palaT palaT ke terā mujh ko dekhnā nayā to thā na.e ke baa'd kyā huā panāh DhūñDnī thī raat ke liye panāh DhūñDhne ke baa'd kyā huā