کسی سے خفا میں ہوا ہی نہیں
کسی سے خفا میں ہوا ہی نہیں کبھی مجھ کو یہ حق ملا ہی نہیں رواں یوں ہی رہنا ہے میرا نصیب بکھر جاؤں اتنی ہوا ہی نہیں کئی بار گزرا برابر سے میں اسے میرا دھوکا ہوا ہی نہیں جو دنیا نے طے کی ہے میرے لیے کئے کی مرے وہ سزا ہی نہیں رکے ہی کہاں سانس لینے کو ہم جو اس نے کہا وہ سنا ہی نہیں
English rendering
kisī se ḳhafā maiñ huā hī nahīñ kabhī mujh ko ye haq milā hī nahīñ ravāñ yūñhī rahnā hai merā nasīb bikhar jā.ūñ itnī havā hī nahīñ ka.ī baar guzrā barābar se maiñ use merā dhokā huā hī nahīñ jo duniyā ne tai kī hai mere liye kiye kī mire vo sazā hī nahīñ ruke hī kahāñ saañs lene ko ham jo us ne kahā vo sunā hī nahīñ