مجبوری
میں وہ تیسرا ہوں جو خود کو گنہ گار محسوس کرنے کو مجبور ہوتا ہے پر واقعے میں ہر اک حادثے کی جگہ پر عجب امتحاں ہے اگر چپ رہوں تو کبوتر کو کھا جائے بلی اڑا دوں تو بلی مجھے کوستی ہے کہ میں نے اسے آج فاقہ کرایا مری ہار دونوں طرف سے ہے اور وہ بھی اس جنگ میں جس سے میرا کوئی دور کا بھی تعلق نہیں ہے بہ ظاہر
English rendering
maiñ vo tīsrā huuñ jo ḳhud ko gunahgār mahsūs karne ko majbūr hotā hai par vāqiye meñ har ik hādse kī jagah par ajab imtihāñ hai agar chup rahūñ to kabūtar ko khā jaa.e billī uḌā duuñ to billī mujhe kostī hai ki maiñ ne use aaj faaqa karāyā mirī haar donoñ taraf se hai aur vo bhī is jañg meñ jis se merā koī duur kā bhī ta.alluq nahīñ hai ba-zāhir