مجھے ہنسنا پڑا آخر
مجھے ہنسنا پڑا آخر انہیں باتوں پہ جن پر میں بہت ناراض تھا اس سے یہ اک طرفہ محبت یوں بھی اتنا درد دیتی ہے کہ اس میں بیچ کا رستہ کبھی ممکن نہیں ہوتا وہی جھکتا ہے جس کو دوسرا درکار ہوتا ہے کسی قیمت پہ چاہے جو بھی ہو جائے
English rendering
mujhe hañsnā paḌā āḳhir unhīñ bātoñ pe jin par maiñ bahut nārāz thā us se ye ik-tarfa mohabbat yuuñ bhī itnā dard detī hai ki is meñ biich kā rasta kabhī mumkin nahīñ hotā vahī jhuktā hai jis ko dūsrā darkār hotā hai kisī qīmat pe chāhe jo bhī ho jaa.e