نہ کہو علاج کیا نہیں
نہ کہو علاج کیا نہیں رہا فائدہ سو ہوا نہیں مجھے صرف اس کی سزا ملی کہ میں بے گناہ لگا نہیں یہی شکر ہے مرا فیصلہ کسی اور دن پہ ٹلا نہیں اسے یار کہیے تو کس طرح جو تھا گھر میں اور ملا نہیں جو سنا وہ سننے کا ڈھونگ تھا جو کہا وہ یاد رہا نہیں مرے نام لاکھ شکار ہوں پہ یہ جال میں نے بنا نہیں بلا وجہ آفتیں مول لیں کہیں دور جانے کا تھا نہیں
English rendering
na kaho 'ilāj kiyā nahīñ rahā fā.eda so huā nahīñ mujhe sirf is kī sazā milī ki maiñ be-gunāh lagā nahīñ yahī shukr hai mirā faisla kisī aur din pe Talā nahīñ use yaar kahiye to kis tarah jo thā ghar meñ aur milā nahīñ jo sunā vo sunñe kā Dhoñg thā jo kahā vo yaad rahā nahīñ mire naam laakh shikār hoñ pa ye jaal maiñ ne bunā nahīñ bilā-vaj.h āfateñ mol liiñ kahīñ daur jaane kā thā nahīñ