نظم
اک برس اور کٹ گیا شارقؔ روز سانسوں کی جنگ لڑتے ہوئے سب کو اپنے خلاف کرتے ہوئے یار کو بھولنے سے ڈرتے ہوئے اور سب سے بڑا کمال ہے یہ سانسیں لینے سے دل نہیں بھرتا اب بھی مرنے کو جی نہیں کرتا
English rendering
ik baras aur kaT gayā 'shāriq' roz sāñsoñ kī jang laḌte hue sab ko apne ḳhilāf karte hue yaar ko bhūlne se Darte hue aur sab se baḌā kamāl hai ye sāñseñ lene se dil nahīñ bhartā ab bhī marne ko jī nahīñ kartā